As per Hindus schedule, Sawan started from the first day of Shravana Krishna paksha. Current year, the month of Sawan will be ended for the total of 58 days, from July 4 to August 31. Sawan Shivratri Puja Muhurat 2023 (Sawan Shivratri Puja Muhurat 2023) Sawan Shivratri will be celebrated on 15 July and 14 August this year.
Sawan 2023 Start Date
This year, Sawan will begin on July 4 and last until August 31. The holy month will last 58 days. Such extraordinarily lengthy Sawan is occuring after 19 years.
Sawan 2023 Start Date and End Date
Sawan month will begin on July 4, 2023, and end on August 31, 2023. That is, devotees will have 58 days to worship Lord Shiva this time around. It is said that this auspicious coincidence is made after 19 years. In actuality, Sawan will be more from July 18 to August 16.
As per Hindu calender, Sawan starts on the first day of Shravana Krishna paksha. From July 4 to August 31, the month of Sawan will last 58 days this year.
Sawan will end in 2023
After about 19 years, the month of Shravan, which is dedicated to Bhagwan Shiva, will be celebrated for two months in 2023. The most important reason for this is Malamas. The month of Shravan or Sawan will start from 4 July 2023 and end on 31 August 2023.
Sawan 2023 Songs
1) Rimjhim Gire Sawan
Song by Kishore Kumar
Rim jhim gire sawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agann..
Rim jhim gire sawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
Rim jhim gire sawann…
Jab ghunghruon si bajti hain boondein
Armaan hamare palkein na moondein
Kaise dekhein sapne nayan Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
Rim jhim gire sawann…
Mehfil mein kaise keh dein kisi se
Dil bandh raha hai kis ajnabi se
Mehfil mein kaise keh dein kisi se
Dil bandh raha hai kis ajnabi se
Haaye karein ab kya jatan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agann
Rim jhim gire sawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan..
Rim jhim gire sawannn…
KEA Karnataka Examinations Authority 2023
Song by Lata Mangeshkar and Mukesh
Sawan ka mahina pawan kare sor
Sawan ka mahina pawan kare shor
Amm hmm pawan kare
Sor pawan kare shor
Arey baba shor nahin sor sor
Sor pawan kare sor haan……
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Raama gajab dhaaye
Yeh purwaiyya
Naiyya sambhalo kit
Khoye ho khiwaiyya
Raama gajab dhaaye
Yeh purwaiyya
Naiyya sambhalo kit
Khoye ho khiwaiyya
Hoy purwaiya ke aage
Chale naa koyi jor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
O o o….. Sawan ka
Mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise banmaa naache mor
Maujawa kare kya
Jaane hamko isaara
Jaana kaha hai puchhe
Nadiyaa ki dhaara
Maujawa kare kya
Jaane hamko isaara
Jaana kaha hai puchhe
Nadiyaa ki dhaara
Marji hai tumhari le jaao jis or
Jiyara re jhume re aise re
Jaise banama naache mor
O o o….. Sawan ka
Mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise banmaa naache mor
Jinake balam bairi
Gaye hain bideswa
Aaye hain leke unake
Pyaar ka sandeswa
Jinake balam bairi
Gaye hain bideswa
Aaye hain leke unake
Pyaar ka sandeswa
Kaari matwaari
Ghataaye ghan ghor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina
Pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Jiyara re jhume re aise re
Jaise banama naache mor.
3) Kuchh Kehta Hai Ye Savan
Song by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi
Kuch kehta hai yeh saawan
Kya kehta hai
Kuch kehta hai yeh saawan
Kya kehta hai
Shaam savere dil mein mere tu rehta hai
O o o tu rehta hai
O o o kuch kehti hai yeh badli
Kya kehti hai
O kuch kehti hai yeh badli
Arre kya kehti hai
Shaam savere dil mein mere tu rehti hai
O o o tu rehti hai
Rimjhim gaata hai pani
Kyun gaata hai
Phir aayi purwai
Kyun aayi hai
Phir aayi purwai
Kyun aayi hai
Sajni tera prem sandesha yeh laayi hai
Bheegi bheegi raaton mein
Kya hota hai
Bheegi bheegi raaton mein
Kya hota hai
Neend na aaye humko haaye jag sota hai, jag sota hai
Khilti hai tab kaliyan
Kab khilti hai
Khilti hai tab kaliyan
Kab khilti hai
Teri akhiyan meri akhiyan jab milti hai
Chham chham bajti hai payal
Kab bajti hai
Chham chham bajti hai payal
Kab bajti hai
Prem ke path par roop ko thokar jab lagti hai
Dhak dhak karta hai yeh dil
Kyun karta hai
Dhak dhak karta hai yeh dil
Kyun karta hai
Log na sun le pyar ki baatein mann darta hai
Kyun jaate hai
Door akele des ke mele yaad aate hai
O o o yaad aate hai
Jhar jhar behta hai jharna
Aayi jawani rut mastani yeh kehta hai, yeh kehta hai
Kya kehta hai
Kuch kehta hai
Kuch kehta hai
Kuch kehta hai
Kuch kehta hai
Kuch kehta hai
Kuch kehta hai
4) Aya Sawan Jhoom Ke
Song by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi
Badra haaye
Badra chhaye ke jhoole padh gaye haaye ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Badra ho
Badra chhaye ke jhoome parbat haaye re kajrari badariya ko choom ke
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Kaahe saamne sabke baalamva tu chhede jaal muaa
Kaahe saamne sabke baalamva tu chhede jaal muaa
Kaahe pheke nazar ki dori tu luk chup ke gori
Gajra haaye
Gajra haaye re bairi bikhra jaaye re mera kajra oye mach gayi dhoom re
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Jaane kisko kiski yaad aayi ke chali purvai
Jaane kisko kiski yaad aayi ke chali purvai
Jaane kis birhan ka mann tarsa ke pani barsa
Kangana haaye
Kangana laaye ki ghar laut ke aaye re pardesi bidesava se ghoom ke
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Tere sehre ki hai yeh ladiyan ke sawan ki jhadiyan
Tere sehre ki hai yeh ladiyan ke sawan ki jhadiyan
Yeh hai mast ghatao ki toli ke teri hai doli
Dhadka jaaye
Dhadka jaaye re mera manva haaye re sajanva oye mach gayi dhoom re
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Badra chhaye ke jhoole padh gaye haaye ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re
Ki aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke.